aaj tumhe bahut kuch kehna chaha
par keh na paya
phir ek ehsaas hua
mein beetein kal ke pyaar mein lipta hua hoon
isi umeed mein ki hum ek hain
Par ab ehsaas hua hai
Ab samay aa gaya
atma aur shareer alag hone ka
Tum atma mein shareer
Alag hone ke liye chatpata rahi hai atma
ab uske jaane ka waqt agaya
Dil ki to itni si iccha thi
ki Ek din sirf tum aur mein saath guzare
aap yahan hamesha rahein
duuri rahay na houn faslay
aaj dil dukha hai
tum yaad aaye
anjanay log hain
apnay kahan dhoond payein
fir ab kisi apne ki talaash hai
par keh na paya
phir ek ehsaas hua
mein beetein kal ke pyaar mein lipta hua hoon
isi umeed mein ki hum ek hain
Par ab ehsaas hua hai
Ab samay aa gaya
atma aur shareer alag hone ka
Tum atma mein shareer
Alag hone ke liye chatpata rahi hai atma
ab uske jaane ka waqt agaya
Dil ki to itni si iccha thi
ki Ek din sirf tum aur mein saath guzare
aap yahan hamesha rahein
duuri rahay na houn faslay
aaj dil dukha hai
tum yaad aaye
anjanay log hain
apnay kahan dhoond payein
fir ab kisi apne ki talaash hai
No comments:
Post a Comment